Tuesday, 1 March 2016

Neerja.

A short poem dedicated to the spirit of bravery. The spirit of 'Neerja'.

Hota hain kuch unn logon mein,
Dekh unhe kaanp uthta hain chhal.
Parr humein kya padi hain bhai,
Jeete hain chal, jeete hain chal..

Mudte nahi woh, na thamte hain,
Khaunf bhi na tik paaye ik pal.
Kaam hain unka, humein kya karna,
Jeete hain chal, jeete hain chal..

Na parvaah khudki ki hain kabhi,
Nyochaavar kar gaye woh apna kal.
Karte hain woh karte rahengay, aa,
Jeete hain chal, jeete hain chal..

Jaan hatheli parr liye hain,
Aparampaar hain unka bal.
Aahum sharam bech kar, 
Jeete hain chal, jeete hain chal..

'There are many lives being sacrificed to give you yours. You can at least make the sacrifice worth it.'

 
 


No comments:

Post a Comment

Illusion.

An influential intellectual will shatter your existing illusion and leave you with another. Beware.

Tuesday, 1 March 2016

Neerja.

A short poem dedicated to the spirit of bravery. The spirit of 'Neerja'.

Hota hain kuch unn logon mein,
Dekh unhe kaanp uthta hain chhal.
Parr humein kya padi hain bhai,
Jeete hain chal, jeete hain chal..

Mudte nahi woh, na thamte hain,
Khaunf bhi na tik paaye ik pal.
Kaam hain unka, humein kya karna,
Jeete hain chal, jeete hain chal..

Na parvaah khudki ki hain kabhi,
Nyochaavar kar gaye woh apna kal.
Karte hain woh karte rahengay, aa,
Jeete hain chal, jeete hain chal..

Jaan hatheli parr liye hain,
Aparampaar hain unka bal.
Aahum sharam bech kar, 
Jeete hain chal, jeete hain chal..

'There are many lives being sacrificed to give you yours. You can at least make the sacrifice worth it.'

 
 


No comments:

Post a Comment